Swagat
hai aapka aaj Mahesh Navmi ki mauke par aap sabhi ka maheswari samaj
welcome karti jaisa ki dosto yah tyohar bhgwan shiv ko samrpit hai
jinaka hi ek aur naam hai mahesh unhi ke aashirwad se maheshwari samaj
ki utpati hui hai to is spl occasion yani is shubh gadi me main hoon
aapke dost and host ………
This
festival is dedicated to Lord Shiva as Mahesh is another name for Lord
Shankar. It is believed that on this day Lord Mahesh was appeared for
first time. Maheshwari community is named after Lord Mahesh because of
their utmost devotion towards the Lord.
On
Mahesh Navami day, Maheswari community was formed in Rajasthan. Lord
Mahesh along with his consort Goddess Parvati is worshipped on this
festival by the business community.
Contribute a better translation
DANCE:
Name Song
Jaisaki
Doston Hamare culture me jab koi subh karj karte hain to hamare vighan
harta ganpati Ganesh ko pratham nimatran dete hai to kyun na aaj ki
shaam ka aagaj ganpati ganesh ke vandna ke saath Karen.
So put your hands together ladies and gentleman first performance is .
1. Ganesh Vandna
Jaisa
ki dosto apna maheshwari samaj shastron ko tyag kar kalam dawat w
taraju dharan kar vaisye hue aur bhagwan Mahesh ke aashirwad se hum
sabhi maheshwari kahlaye ek baar maheshwari samaj ke liye ek baar mil
kar jordar taliyan….very good.hamre samaj me Mahesh Navmi ka
Jaisa
ki aapko malum hi hai Bhagwan Mahesh ke kahne par jab hathiyaro sahit
surajkund me snana karne kaha to sabhi hathiyar us kund me gal gaye aur
hathon me kalam dawat aagaye aur tabhi bhagwan Mahesh ne kaha tum sabhi
jati par meri chap rahegi aur tabhi se hum log maheshwri kahlate hain
aur aur jis din bhagwan Mahesh ne vardan diya us din udhisther samvat 9
jaesth shukla navmi thi jise ab hum log Mahesh navmi ke roop me manate
hain.
To aye ab hum sabhi ise khas Mahesh navmi par special performance dekhte next program ki or enjoy kare next performance is .
2. MAHESH NAVMI
Ek
Festival aisa jo married person ke liye bahut mayne rakhta hai aur wife
apni husband ke liye lambi umar ki duan karti hai. So let’s enjoy our
next performance is .
3.Teej
Waise hamre hindustan me har festival ki alag hi baat hai. But chote-chote gayen chote choto gwal choto moro madan gopal..
Yani
natkhat nandlal yani kishan ji kahaniyan to aapne hum sabne suna hai to
aisa ho hi nahi sakta ki jab festival ka jikr ho aur hum sab janmastmi
ko miss na kare so aaiye ab aap ko gokul ki galiyon me liye chalet hain
agar aap v chalna chahte hain to kahiye mere sang Nand ke aanand bhao
jao kanhiya lal ki ….so next performance is .
4. JANMASTMI
To
I think ab aap sab bahut enjoy kar rahe honge ek se badhkar ek
paerformance se saath.. waise v hamra samaj vaisye samaj hai aur aur
tabhi socity me samj me hamra bahut important sthan hai waise dosto ab
chaliye aap ko ganpati ganesh ke janam divas ki aur liye chalet hain
yani gansh chturdasi ki aur joki vinayak chturthi ke roop me v jana jata
hai bhudhi ke devta samrdhi aur sauvgya ke roop me puja jata hai.
Tyohar 10 dino ke liye rahta hai anant chturdhi par samapt hota hai.
Sabhi mere sath bolo ganpati bappa moriya so let’s enjoy our next
performance is
5. Gansh Chuturdashi
The Dandiya Raas dance originated as devotional Garba dances, which were performed in Goddess Durga’s honor. This
dance form is actually the staging of a mock-fight between Goddess
Durga and Mahishasura, the mighty demon-king. This dance is also
nicknamed ‘The Sword Dance’. The sticks of the dance represent the sword
of Goddess Durga. Rass Yani Dandia Navratri me ek mahtvpurna Hissa hai
to dandia me masti na ho to maza kaisa so gyes are u ready for dandia .
6. Dandia
Itne
sare Festivals hai hamri jivan me par karwa chuth ek parmpriktha
vibahit mahilayon ka tyohar hai. Married mahilayen apni husband ke lambe
jivan ke fast kar pure din anusthan kar unke lambi umar ki kamna karti
hai.i think jitney v married log yahn hai unhe iski imprtency malum hai
to kyun na aap v enjoy Karen is bahut hi adhbhoot performance ka so
let’s see
7. Karwa Chauth
Jisa ki dosto har festival ki alag –alag massage hota hamre samaj ke liyew
S
to ab aapko liye chalet hain burai par achhai ki jeet yani depion ka
festival yane devali yah sandesh jan jan tak pahuchane ab le kar depon
ka tyohar laye khusiyan hazar our next rock and roll performance
8. Diwali
O
aagayi Lohri ve…balle-balle jo bloe so nihal sastikal lohri da maza ab
yahi lena chahte ho to sab jor se bolo balle –balle so ab tushi chalo
saddenaal Punjab next performance is
9. Lohri
Holi
is colourful, Diwali is lightful, but MAHESHWARI NAWMI is
wonderful……..so most welcome to one and all in this rocking OCASSION.
Neem ka ped, chandan se kam nahi
Aur hamara ye (……….) kisi London se kam nahi….!
Khusiyo ki raat hogi
Jashn jara datt ke hoga
(Maheshwai Navmi) ka
Aandaj jara hat ke hoga
So lets enjoy with………………………………..
JOKES
10. Holi
Jaisa ki aap sabhi jante hain Rajshthan ka sanskritik aur nirte geeton ka sabse khaas teohar Gangaur
Bhawre mahane pujan dhao gangaur…..
Gangaur
ek aisa teohar hai jise mahilaye bade harsholash ke saath manati hai.
Unmarried gails manbhawan pati prapti ke liye aur suhagin mahilayen apne
pati ki lambe umar ki apne suhag ko chirkaal tak banaye rakhne ke liye
manati hai aur is teohar ko yaad aaye aur rajshthani geet ki yaad na
aaye aisa kaise ho sakta hai to aap v mera sang jhoome gayen aur gangaur
ki masti me kho jayen next performance is
11. GANGAUR
------------------------------------------------------------------------